Bawara mann raah taake
Tarse re
Naina bhi malhaar banke
Barse re (repeat once)
Aadhe se adhoore se
Bin tere hum huve
Pheeka lage hai
Mujhko saara jahaan
Bawara mann raah taake
Tarse re
Naina bhi malhaar banke
Barse re
Yeh kaisi khushi hai
Jo maum si hai
Aankhon ke raste hanske
Pighalne lagi
Mannat ke dhaage
Aise hain baandhe
Toote na rishta judke
Tujhse kabhi
Toote na rishta judke
Tujhse kabhi
Sau balaaye le gaya
Tu sar se re
Naina ye malhaar banke
Barse re
Main kaagaz ki kashti
Tu baarish ka paani
Aisa hai tujhe se
Ab ye rishta mera
Tu hai toh main hoon
Tu aaye to beh loon
Aadhi hai duniya meri tere bina
Aadhi hai duniya meri tere bina
Jee uthi saur baar tujhpe
Mar ke re
Naina ye malhaar ban ke
Barse re
Bawra mann raah taake
Tarse re
Naina ye malhaar ban ke
Barse re
Writers:-Â Junaid Wasi